Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye (текст)
25.06.2013
Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye
00:00
05:28
- фильм: Ты мой / Tum Mere Ho / TMH (1990)
- название песни: "Sheesha Chahe Toot Bhi Jaaye"
- исполнение: Udit Narayan
- музыка: Anand-Milind (Anand & Milind Shrivastav)
- текст: Majrooh Sultanpuri
Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey
Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey
Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey
Jaao khushi se tum chale jaana
Aik guzaarish karey yeh deewaana
[repeat]
Thehro, zara main hosh mein aa loon
Tukrey dil ke chun ke utha loon
Na koi tukra tum ko kahin chubh jaey
Na koi tukra tum ko kahin chubh jaey
Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey
Rukiye, zara sa khud ko sambhaloon
Aisa na ho kahin jaan ganwa loon
[repeat]
Bas ham ko to aap ka hai gham
Apna kya hai, rahain na rahain ham
Ba’ad mein elzaam tum pe nahi aajaey
Ba’ad mein elzaam tum pe nahi aajaey
Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey
Sheesha chaahe toot bhi jaey
Dil na kisi ka tootne paaey
Sheesha to phir mil jaata hai
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey
Dil nahi woh cheez jo bazaar mein mil jaey
Yeh nahi woh phool jo phir baagh mein khil jaey.
Комментарии